मैं ख़्याल हूँ किसी और का लिरिक्स Main Khayal Hu Kisi Aur Ka Lyrics

मैं ख़्याल हूँ किसी और का लिरिक्स Main Khayal Hu Kisi Aur Ka Lyrics

 
मैं ख़्याल हूँ किसी और का लिरिक्स Main Khayal Hu Kisi Aur Ka Lyrics

सलीम कौसर की गज़ल , कोकिला देसाई की गायकी |

मैं ख़्याल हूँ किसी और का / सलीम कौसर

मैं ख़्याल हूँ किसी और का मुझे सोचता कोई और है
सरे-आईना मेरा अक्स है पसे-आइना कोई और है।

मैं किसी की दस्ते-तलब में हूँ तो किसी की हर्फ़े-दुआ में हूँ
मैं नसीब हूँ किसी और का मुझे माँगता कोई और है।

अजब ऐतबार-ओ-बे-ऐतबार के दरम्यान है ज़िंदगी
मैं क़रीब हूँ किसी और के मुझे जानता कोई और है।

तेरी रोशनी मेरे खद्दो-खाल से मुख्तलिफ़ तो नहीं मगर
तू क़रीब आ तुझे देख लूँ तू वही है या कोई और है।

तुझे दुश्मनों की खबर न थी मुझे दोस्तों का पता नहीं
तेरी दास्तां कोई और थी मेरा वाक़्या कोई और है।

वही मुंसिफ़ों की रवायतें वहीं फैसलों की इबारतें
मेरा जुर्म तो कोई और थापर मेरी सजा कोई और है।

कभी लौट आएँ तो पूछना नहीं देखना उन्हें ग़ौर से
जिन्हें रास्ते में ख़बर हुईंकि ये रास्ता कोई और है।

जो मेरी रियाज़त-ए-नीम-शब को 'सलीम' सुबह न मिल सकी
तो फिर इसके माअनी तो ये हुए कि यहाँ ख़ुदा कोई और है।



ऐसे ही अन्य भजनों के लिए आप होम पेज / गायक कलाकार के अनुसार भजनों को ढूंढें.

ऐसे ही अन्य मधुर भजन देखें 

पसंदीदा गायकों के भजन खोजने के लिए यहाँ क्लिक करें।  
 
 
Lyrics
Main Khayaal Hoon Kisi Aur Ka, Mujhe Sochta Koi Aur Hai
Sare-Aaina Mera Aks Hai, Pase-Aaina Koi Aur Hai.

Main Kisi Ki Daste-Talab Mein Hoon, To Kisi Ki Harfe-Dua Mein Hoon
Main Naseeb Hoon Kisi Aur Ka, Mujhe Maangta Koi Aur Hai.

Ajab Aitbaar-O-Be-Aitbaar Ke Darmiyan Hai Zindagi
Main Qareeb Hoon Kisi Aur Ke, Mujhe Jaanta Koi Aur Hai.

Teri Roshni Mere Khaddo-Khaal Se Mukhtalif To Nahin Magar
Tu Qareeb Aa Tujhe Dekh Loon, Tu Wohi Hai Ya Koi Aur Hai.

Tujhe Dushmanon Ki Khabar Na Thi, Mujhe Doston Ka Pata Nahin
Teri Daastan Koi Aur Thi, Mera Waqia Koi Aur Hai.

Wahi Munsifon Ki Riwayatein, Wahi Faislon Ki Ibaaraatein
Mera Jurm To Koi Aur Tha, Par Meri Saza Koi Aur Hai.

Kabhi Laut Aayein To Poochhna Nahin, Dekhna Unhein Ghaur Se
Jinhein Raste Mein Khabar Hui, Ke Yeh Rasta Koi Aur Hai.

Jo Meri Riyaazat-E-Neem-Shab Ko 'Saleem' Subah Na Mil Saki
To Phir Iske Ma'ani To Yeh Hue, Ke Yahan Khuda Koi Aur Hai.
 
Main Khayal Hoon Kisi Aur Ka | Ustad Nusrat Fateh Ali Khan | Complete Version | OSA Worldwide 
 
Nusrat Fateh Ali Khan (13-10-1948 – 16-08-1997) was an eminent Qawwal, Pakistan’s most popular and enduring Qawwali singer. Generally acknowledged to be one of the finest singing voices in the history of recorded music, his voice was versatile in the extreme, and he could sing at or near full volume for hours at a time. Following the ancient traditions of Sufi music, specifically Qawwali that has been inherited from his 600 year old ancestors, Khan is generally regarded as the man who brought Qawwali to the world. He is best known as “Shahenshah-e-Qawwali” literally translated as “The King of Qawwali”. Khan was born in Faisalabad, and it was just performing in his father’s chelum when he was sixteen years old. He assumed the position of the head of the family qawwali party in year 1971. He was penned down by an Oriental Star Agencies of Birmingham, England. He worked and experimented with western artists thus becoming a world music artist. He toured, doing shows in more than forty countries
 
Related Post
Next Post Previous Post
No Comment
Add Comment
comment url