छोटा सा बालक गौरी का प्यारा लिरिक्स Chhota Sa Balak Gouri Ka Pyara Lyrics
छोटा सा बालक गौरी का प्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा,
शिव शंकर की आंखों का तारा,
गणपति नाम तुम्हारा।
हे शिव नंदन तुझको वंदन,
सौ-सौ बार करू अभिनंदन,
चरणों से अपने लगाए रखना,
हम अज्ञानी बालक देवा,
भूल कोई जो हो जाए तो,
अपनी कृपा बनाए रखना,
सारे जहां का तुम ही सहारा,
गणपति नाम तुम्हारा,
छोटा सा बालक गौरी का प्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा।
माता पार्वती के दुलारे,
कर देते हो वारे न्यारे,
तुमसा नहीं कोई देव है दूजा,
विघ्न को तुम पल भर में टालें,
किस्मत को भी तू ही सहारे,
सर्व प्रथम हो तेरी पूजा,
हर पल रखना ध्यान हमारा,
गणपति नाम तुम्हारा,
छोटा सा बालक गौरी का प्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा।
मूषक देव तेरी सवारी,
पूजे तुझको सृष्टि सारी,
तुम तो हो कण-कण में विराजे,
भक्त जनों के मन के अंदर,
धरती हो या चाहे अंबर,
नाम का तेरे ही डंका बाजे,
देवों में तुम सबसे न्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा,
छोटा सा बालक गौरी का प्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा।
रिद्धि-सिद्धि के तुम हो दाता,
सारे जहां के भाग्य विधाता,
चलती है दुनिया तेरे सहारे,
कहता कोई है सुखकर्ता,
तो कोई कहता है दुखहर्ता,
पल में सभी के काज संवारे,
रूप तुम्हारा सबसे प्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा,
छोटा सा बालक गौरी का प्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा।
मंगलमूर्ति मंगलकर्ता,
तुम ही हो देव करता-धर्ता,
संकट में सब तुम्हें पुकारें,
कोई भी संकट ना घेरे,
काज सभी हो जाए पूरे,
जो भी देव तेरा नाम उच्चारे,
दुखों से सबको तुमने उबारा,
गणपति नाम तुम्हारा,
छोटा सा बालक गौरी का प्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा।
तेरी कृपा की हमको ज़रूरत,
कर दो कर दो पूरी मन्नत,
हम तो हैं देवा तेरे सहारे,
लड्डू मोदक भोग लगाएं,
श्रद्धा से हम तुम्हें मनाएं,
दूर करो सभी कष्ट हमारे,
पल में बदलते हो वक्त की धारा,
गणपति नाम तुम्हारा,
छोटा सा बालक गौरी का प्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा।
हे गणनायक हे सुखदायक,
हे दुखहर्ता विश्व विनायक,
कृपा दृष्टि बनाए रखना,
पल-पल तेरा नाम लिया है,
हर क्षण तुझको याद किया है,
लाज हमेशा बचाए रखना,
तूने तो लाखों को तारा,
गणपति नाम तुम्हारा,
छोटा सा बालक गौरी का प्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा।
हे बल और बुद्धि के दाता,
जो भी तेरी महिमा गाता,
खुशियों से जीवन भर देते,
अपनी कृपा से हे देवा,
भक्तों की सारी परेशानी,
पल भर में ही तुम हर लेते,
तेरे बिना नहीं होता गुजारा,
गणपति नाम तुम्हारा,
छोटा सा बालक गौरी का प्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा।
तेरा आदि न अंत है कोई,
पल में जगाते हो किस्मत सोई,
तुमसे बढ़कर कौन है देवा,
जो भी तुझको शीश झुकाते,
हर पल तेरी महिमा गाते,
वही तो खाते भक्ति का मेवा,
किस्मत संवार जाए कर दो इशारा,
गणपति नाम तुम्हारा,
छोटा सा बालक गौरी का प्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा।
सारे जहां के तुम हो स्वामी,
तुम हो देव अंतर्यामी,
मेरी मनोरथ पूरी कर दो,
देवा हर पल तुझको ध्याऊँ,
शाम सवेरे महिमा गाऊँ,
खुशियों से जीवन को भर दो,
तेरे आगे हाथ पसारा,
गणपति नाम तुम्हारा,
छोटा सा बालक गौरी का प्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा।
निर्बल को तुम बल हो देते,
निर्धन के भंडारे भरते,
और कोढ़ियों को देते काया,
देवा तेरे खेल निराले,
पग-पग तुम ही सबको संभाले,
धूप-छांव सब तेरी माया,
सबका तूने वक्त सुधारा,
गणपति नाम तुम्हारा,
छोटा सा बालक गौरी का प्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा।
देखो ना मेरे अवगुण देवा,
चरणों की अपनी दे दो सेवा,
सदा रहेंगे ऋणी तुम्हारे,
दूर करो सारी परेशानी,
तुम हो दयालु हम अज्ञानी,
तुम ही तो सबके हो रखवारे,
चमका दो किस्मत का सितारा,
गणपति नाम तुम्हारा,
छोटा सा बालक गौरी का प्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा।
कृपा की छांव में रखना,
गति देना और सद्गति देना,
हम तो हैं देवा दास तुम्हारे,
अगर यह बिनती तुम ना सुनोगे,
संकट मेरे तुम ना हरोगे,
जाएंगे फिर किसके द्वारे,
दुखों से अब दे दो छुटकारा,
गणपति नाम तुम्हारा,
छोटा सा बालक गौरी का प्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा।
क्षमा मेरे दो शब्दों कीजिए,
चरणों में अपने रख लीजिए,
जैसे भी हैं हम हैं तुम्हारे,
शक्ति देना भक्ति देना,
खुशियों से घर को भर देना,
हाथ जोड़कर खड़े हैं द्वारे,
तारो भक्तों को दुष्ट संहारा,
गणपति नाम तुम्हारा,
छोटा सा बालक गौरी का प्यारा,
गणपति नाम तुम्हारा।
Chhota Sa Balak Gori Ka Pyara Ganpati Naam Tumhaara - Ganesh Ji Bhajan | Bhakti Song | Ganesh Songs
ऐसे ही अन्य भजनों के लिए आप होम पेज / गायक कलाकार के अनुसार भजनों को ढूंढें.
पसंदीदा गायकों के भजन खोजने के लिए यहाँ क्लिक करें।
Title: Choto So Balak Gauri Ka Pyara
Singer: Sohini Mishra
Lyrics Writer: Vinay Vishwakarma
Music Director: J Subhash
Edit & Gfx : Mind Pro
Singer: Sohini Mishra
Lyrics Writer: Vinay Vishwakarma
Music Director: J Subhash
Edit & Gfx : Mind Pro
Lyrics
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Shiv Shankar Ki Aankhon Ka Taara,
Ganpati Naam Tumhaara.
He Shiv Nandan, Tujhko Vandan,
Sau-Sau Baar Karu Abhinandan,
Charanon Se Apne Lagaaye Rakhna,
Hum Agyaani Baalak Deva,
Bhool Koi Jo Ho Jaaye To,
Apni Kripa Banaaye Rakhna,
Saare Jahaan Ka Tum Hi Sahaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Mata Parvati Ke Dulaare,
Kar Dete Ho Vaare Nyaare,
Tumsa Nahi Koi Dev Hai Dooja,
Vighn Ko Tum Pal Bhar Mein Taale,
Kismat Ko Bhi Tu Hi Sahaare,
Sarva Pratham Ho Teri Pooja,
Har Pal Rakhna Dhyaan Hamaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Mooshak Dev Teri Sawaari,
Pooje Tujhko Srishti Saari,
Tum To Ho Kan-Kan Mein Viraaje,
Bhakt Jano Ke Man Ke Andar,
Dharati Ho Ya Chahe Ambar,
Naam Ka Tere Hi Danka Baaje,
Devo Mein Tum Sabse Nyaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Riddhi-Siddhi Ke Tum Ho Daata,
Saare Jahaan Ke Bhagya Vidhaata,
Chalti Hai Duniya Tere Sahaare,
Kahta Koi Hai Sukhakarta,
To Koi Kahta Hai Dukhaharta,
Pal Mein Sabhi Ke Kaaj Savaare,
Roop Tumhaara Sabse Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Mangalmoorti, Mangalakarta,
Tum Hi Ho Dev Karta-Dharta,
Sankat Mein Sab Tumhe Pukaare,
Koi Bhi Sankat Na Ghere,
Kaaj Sabhi Ho Jaaye Poore,
Jo Bhi Dev Tera Naam Uchaare,
Dukhon Se Sabko Tumne Ubaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Teri Kripa Ki Humko Zaroorat,
Kar Do Kar Do Poori Mannat,
Hum To Hain Deva Tere Sahaare,
Laddu Modak Bhog Lagaayein,
Shraddha Se Hum Tumhein Manaayein,
Door Karo Sabhi Kasht Hamaare,
Pal Mein Badalte Ho Waqt Ki Dhaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
He Gananayak, He Sukhadayak,
He Dukhaharta, Vishv Vinayak,
Kripa Drishti Banaaye Rakhna,
Pal-Pal Tera Naam Liya Hai,
Har Kshan Tujhko Yaad Kiya Hai,
Laaj Hamesha Bachaye Rakhna,
Tune To Laakhon Ko Taara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
He Bal Aur Buddhi Ke Daata,
Jo Bhi Teri Mahima Gaata,
Khushiyon Se Jeevan Bhar Dete,
Apni Kripa Se He Deva,
Bhakton Ki Saari Pareshani,
Pal Bhar Mein Hi Tum Har Lete,
Tere Bina Nahi Hota Guzzara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Tera Aadi Na Ant Hai Koi,
Pal Mein Jagaate Ho Kismat Soyi,
Tumse Badhkar Kaun Hai Deva,
Jo Bhi Tujhko Sheesh Jhukaate,
Har Pal Teri Mahima Gaate,
Wahi To Khaate Bhakti Ka Meva,
Kismat Savaar Jaaye Kar Do Ishaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Saare Jahaan Ke Tum Ho Swami,
Tum Ho Dev Antaryaami,
Meri Manorath Poori Kar Do,
Deva Har Pal Tujhko Dhyaaoon,
Shaam Savere Mahima Gaoon,
Khushiyon Se Jeevan Ko Bhar Do,
Tere Aage Haath Pasaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Nirbal Ko Tum Bal Ho Dete,
Nirdhan Ke Bhandare Bharte,
Aur Kodhiyon Ko Dete Kaaya,
Deva Tere Khel Niraale,
Pag-Pag Tum Hi Sabko Sambhaale,
Dhoop-Chaav Sab Teri Maaya,
Sabka Tune Waqt Sudhaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Dekho Na Mere Avgunn Deva,
Charanon Ki Apni De Do Seva,
Sada Rahenge Rini Tumhaare,
Door Karo Saari Pareshani,
Tum Ho Dayalu Hum Agyaani,
Tum Hi To Sabke Ho Rakhwaare,
Chamka Do Kismat Ka Sitaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Kripa Ki Chhaav Mein Rakhna,
Gati Dena Aur Sadgati Dena,
Hum To Hain Deva Daas Tumhaare,
Agar Yeh Binti Tum Na Sunoge,
Sankat Mere Tum Na Haroge,
Jaayenge Phir Kiske Dwaare,
Dukhon Se Ab De Do Chhuttaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Kshama Mere Do Shabdon Kiijiye,
Charanon Mein Apne Rakh Lijiye,
Jaise Bhi Hain, Hum Hain Tumhaare,
Shakti Dena, Bhakti Dena,
Khushiyon Se Ghar Ko Bhar Dena,
Haath Jodkar Khade Hain Dwaare,
Taaro Bhakton Ko, Dusht Sanhaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Ganpati Naam Tumhaara,
Shiv Shankar Ki Aankhon Ka Taara,
Ganpati Naam Tumhaara.
He Shiv Nandan, Tujhko Vandan,
Sau-Sau Baar Karu Abhinandan,
Charanon Se Apne Lagaaye Rakhna,
Hum Agyaani Baalak Deva,
Bhool Koi Jo Ho Jaaye To,
Apni Kripa Banaaye Rakhna,
Saare Jahaan Ka Tum Hi Sahaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Mata Parvati Ke Dulaare,
Kar Dete Ho Vaare Nyaare,
Tumsa Nahi Koi Dev Hai Dooja,
Vighn Ko Tum Pal Bhar Mein Taale,
Kismat Ko Bhi Tu Hi Sahaare,
Sarva Pratham Ho Teri Pooja,
Har Pal Rakhna Dhyaan Hamaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Mooshak Dev Teri Sawaari,
Pooje Tujhko Srishti Saari,
Tum To Ho Kan-Kan Mein Viraaje,
Bhakt Jano Ke Man Ke Andar,
Dharati Ho Ya Chahe Ambar,
Naam Ka Tere Hi Danka Baaje,
Devo Mein Tum Sabse Nyaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Riddhi-Siddhi Ke Tum Ho Daata,
Saare Jahaan Ke Bhagya Vidhaata,
Chalti Hai Duniya Tere Sahaare,
Kahta Koi Hai Sukhakarta,
To Koi Kahta Hai Dukhaharta,
Pal Mein Sabhi Ke Kaaj Savaare,
Roop Tumhaara Sabse Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Mangalmoorti, Mangalakarta,
Tum Hi Ho Dev Karta-Dharta,
Sankat Mein Sab Tumhe Pukaare,
Koi Bhi Sankat Na Ghere,
Kaaj Sabhi Ho Jaaye Poore,
Jo Bhi Dev Tera Naam Uchaare,
Dukhon Se Sabko Tumne Ubaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Teri Kripa Ki Humko Zaroorat,
Kar Do Kar Do Poori Mannat,
Hum To Hain Deva Tere Sahaare,
Laddu Modak Bhog Lagaayein,
Shraddha Se Hum Tumhein Manaayein,
Door Karo Sabhi Kasht Hamaare,
Pal Mein Badalte Ho Waqt Ki Dhaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
He Gananayak, He Sukhadayak,
He Dukhaharta, Vishv Vinayak,
Kripa Drishti Banaaye Rakhna,
Pal-Pal Tera Naam Liya Hai,
Har Kshan Tujhko Yaad Kiya Hai,
Laaj Hamesha Bachaye Rakhna,
Tune To Laakhon Ko Taara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
He Bal Aur Buddhi Ke Daata,
Jo Bhi Teri Mahima Gaata,
Khushiyon Se Jeevan Bhar Dete,
Apni Kripa Se He Deva,
Bhakton Ki Saari Pareshani,
Pal Bhar Mein Hi Tum Har Lete,
Tere Bina Nahi Hota Guzzara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Tera Aadi Na Ant Hai Koi,
Pal Mein Jagaate Ho Kismat Soyi,
Tumse Badhkar Kaun Hai Deva,
Jo Bhi Tujhko Sheesh Jhukaate,
Har Pal Teri Mahima Gaate,
Wahi To Khaate Bhakti Ka Meva,
Kismat Savaar Jaaye Kar Do Ishaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Saare Jahaan Ke Tum Ho Swami,
Tum Ho Dev Antaryaami,
Meri Manorath Poori Kar Do,
Deva Har Pal Tujhko Dhyaaoon,
Shaam Savere Mahima Gaoon,
Khushiyon Se Jeevan Ko Bhar Do,
Tere Aage Haath Pasaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Nirbal Ko Tum Bal Ho Dete,
Nirdhan Ke Bhandare Bharte,
Aur Kodhiyon Ko Dete Kaaya,
Deva Tere Khel Niraale,
Pag-Pag Tum Hi Sabko Sambhaale,
Dhoop-Chaav Sab Teri Maaya,
Sabka Tune Waqt Sudhaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Dekho Na Mere Avgunn Deva,
Charanon Ki Apni De Do Seva,
Sada Rahenge Rini Tumhaare,
Door Karo Saari Pareshani,
Tum Ho Dayalu Hum Agyaani,
Tum Hi To Sabke Ho Rakhwaare,
Chamka Do Kismat Ka Sitaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Kripa Ki Chhaav Mein Rakhna,
Gati Dena Aur Sadgati Dena,
Hum To Hain Deva Daas Tumhaare,
Agar Yeh Binti Tum Na Sunoge,
Sankat Mere Tum Na Haroge,
Jaayenge Phir Kiske Dwaare,
Dukhon Se Ab De Do Chhuttaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
Kshama Mere Do Shabdon Kiijiye,
Charanon Mein Apne Rakh Lijiye,
Jaise Bhi Hain, Hum Hain Tumhaare,
Shakti Dena, Bhakti Dena,
Khushiyon Se Ghar Ko Bhar Dena,
Haath Jodkar Khade Hain Dwaare,
Taaro Bhakton Ko, Dusht Sanhaara,
Ganpati Naam Tumhaara,
Chhota Sa Baalak Gauri Ka Pyaara,
Ganpati Naam Tumhaara.
आपको ये पोस्ट पसंद आ सकती हैं