Chhalakat Hamri Gagariya Ye Kanha,
Chhino Na Mori Chunarriyan Nandalala,
Ab Rokun Na Tohri Dagariya, Ho Brij Bala.
Kare Chugli Hazaar Mori Maa Se Baar Baar,
Keh Lala Hai Tera Bado Utpati,
Saari Gopi Sare Aam Mujhe Kare Badnaam,
Aur Jhgda Karan Nahi Sharamati,
Kanhaiya Roothon Na,
Dil Mein Jo Hai Humse Kehlo,
Gharjat Kab Se Bijuriya,
Kanha Pakdo Na Mori Kalaiya, Ho Nandalala,
Ab Pakrun Na Tohri Kalaiya, Ho Brij Bala.
Na Karungi Takarar, More Madan Murar,
Teri Murli Ki Dhun Mor Lage Pyari,
Main To Maanun Har Baat Na Ladungi Tere Saath,
Tere Sawre Rang Jaun Balihari,
O Bala Seedha Saadha Hoon Main, Na Mujhse Khelo,
Matwala Seedha Saadha Hoon Main, Na Mujhse Khelo,
Lachkat Hamri Kamariya Re Kanha,
Phori Na Meri Gagariya Nandalala,
Ab Fodu Na Tohri Gagariya Ho Brij Bala,
Ab Pakrun Na Tohri Kalaiya, Ho Brij Bala.
Mere Naina Kajarare Kare Sakhiyon Par Waar,
Haari Dil Jigar Mope Sab Haari,
Dekh Mera Yeh Kamaal Hoee Deewani Sab Behala,
Kare Binti Kart Bari Bari,
Gopala Rajneesh Ko Charan Sharan Mein, Apne Le Lo,
Mere Kanhaiya, Rajneesh Ko Charan Sharan Mein, Apne Le Lo,
Darast Amit Ki Najariya O Kanha,
Chhino Na Mori Chunarriyan Nandalala,
Ab Rokun Na Tohri Dagariya, Ho Brij Bala.
Ab Rokun Na Tohri Dagariya, Ho Brij Bala.
छलकत हमरी गगरिया ये कान्हा #राधा-कृष्ण की ठिठोली #रजनीश गुप्ता #saawariya ► Album - Chhalkat Hamri Gagariya Ye Kanha
► Song - Chhalkat Hamri Gagariya Ye Kanha
► Singer - Rajnish Gupta
► Music - Kailash kumar Shrivastav
► Lyrics - Amit Bharti
➤ Label - Vianet Media
➤ Sub Label - Saawariya