Nainan mein Shyam samaayo, roga lagaaya Kaanha ne,
Main sudh budh bhooli saari, roga lagaayo Kaanha ne,
Nainan mein, Nainan mein,
Nainan mein Shyam samaayo, roga lagaaya Kaanha ne.
Jabse dekhi teri soorat, duniya nazar na aave,
Adhrang mein mere Shyam Shyam hai, tu hi pyaas bujhaave,
Nainan mein, Nainan mein,
Nainan mein Shyam samaayo, roga lagaaya Kaanha ne.
Teri aankhiyaan dekh mari main, tu Kaanha chit chor,
Tum ko jabse dekha maine, dhundhu main chahu aur,
Nainan mein, Nainan mein,
Nainan mein Shyam samaayo, roga lagaaya Kaanha ne.
Kaanha aisi rahmat kar do, jeevan mein prakaash ho,
Shailendra tumse batlaaye, poori meri aas ho,
Mere jeevan sang prakaash, chamak chanda aur taaron mein,
Nainan mein, Nainan mein,
Nainan mein Shyam samaayo, roga lagaaya Kaanha ne,
Nainan mein Shyam samaayo, roga lagaaya Kaanha ne,
Main sudh budh bhooli saari, roga lagaaya Kaanha ne.