Nath Mera Krishna Murari Hai,
Saare Jag Ka Palanhaar,
Nath Mera Shyam Murari Hai,
Saare Jag Ka Palanhaar.
Rangon Mein Shyam Rang Laaga,
Mera Man Shyam Sang Laaga,
Rangon Mein Shyam Rang Laaga,
Mera Man Shyam Sang Laaga,
Ye Natkhat Nain Churaaye Chain,
Ye Roshan Duniya Saari Hai,
Ye Natkhat Nain Churaaye Chain,
Ye Roshan Duniya Saari Hai,
Saare Jag Ka Palanhaar,
Nath Mera Krishna Murari Hai,
Saare Jag Ka Palanhaar,
Nath Mera Shyam Murari Hai,
Saare Jag Ka Palanhaar.
Shyam Matwaara Pyara Hai,
Ye Pyara Nand Dulaar Hai,
Hai Baitha Laal Bichha Ke Jaal,
Prem Ka Kunj Bihari Hai,
Saare Jag Ka Palanhaar,
Nath Mera Krishna Murari Hai,
Saare Jag Ka Palanhaar,
Nath Mera Shyam Murari Hai,
Saare Jag Ka Palanhaar.
Shyam Ki Bansi Man Mohe,
Mukut Par Mor Pankh Sohe,
Ye Mohak Chhavi Lag Raha Abhi,
Kisi Ne Nazar Utari Hai,
Saare Jag Ka Palanhaar,
Nath Mera Krishna Murari Hai,
Saare Jag Ka Palanhaar,
Nath Mera Shyam Murari Hai,
Saare Jag Ka Palanhaar.