सारे विश्व का पालन करता, परम पिता परमेश्वर है, काशी का विश्वेश्वर है, सारे विश्व का पालन करत , परम पिता परमेश्वर है, काशी का विश्वेश्वर है, जो नैया भव निधि से तारे, उमा नाथ भुवनेश्वर है, काशी का विश्वेश्वर है, काशी का विश्वेश्वर है, परम पिता परमेश्वर है, काशी का विश्वेश्वर है,
सर्व गुणी जो सर्व व्यापक, सर्व कलाओं वाला है, सर्व कलाओं वाला है, जिसके कंठ में शोभा देती, वसु की नाग की माला है, वसु की नाग की माला है, शरण में आये की पट्ट राखे, शरण में आये की पट्ट राखे, माया पति शर्वेश्वर है माया पति शर्वेश्वर है, शरण में आये की पट्ट राखे, काशी का विश्वेश्वर है, काशी का विश्वेश्वर है,
Kashi Ka Vishweshwar Vishwa Ka Palan Karta with Lyrics | Shiv Bhajan | Nitin Mukesh | Shiv Ji Songs
Saare Vishwa Ka Palan Karta Param Pita Parmeshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai Saare Vishwa Ka Palan Karta Param Pita Parmeshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai Jo Naiya Bhavnidhi Se Taare Uma Nath Bhuvaneshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai Ho Kashi Ka Vishweshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai Param Pita Parmeshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai
Sarva Guni Jo, Sarva Vyapak Sarva Kalaon Wala Hai Sarva Kalaon Wala Hai Jiske Kanth Mein Shobha Deti Vasu Ki Naag Ki Mala Hai Vasu Ki Naag Ki Mala Hai Sharan Mein Aaye Ki Patt Raakhe Maya Pati Sharaneshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai Sharan Mein Aaye Ki Patt Raakhe Maya Pati Sharaneshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai
Mrit Sanjeevani Paas Hai Jiske Ajar Amar Avinashi Hai Ajar Amar Avinashi Hai Sachidanand Woh Karuna Sindhu Devmani Kailashi Hai Devmani Kailashi Hai Sabke Kaaj Jo Sidh Kar Deta Bhasmangi Siddheshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai Sabke Kaaj Jo Sidh Kar Deta Bhasmangi Siddheshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai
Mahayogi Jo Maha Tapasvi Mahadev Maha Dani Hai Mahadev Maha Dani Hai Us Trilochan Se Bhay Khaate Khal Buddhi Abhimani Hai Khal Buddhi Abhimani Hai Maha Bhar Ko Sehne Wala Dharmaroop Sarveshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai
Maha Bhar Ko Sehne Wala Dharmaroop Sarveshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai Ho Param Pita Parmeshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai
Uma Nath Bhuvaneshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai Ho Maya Pati Sharaneshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai Bhasmangi Siddheshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai
Ho Dharmaroop Sarveshwar Hai Kashi Ka Vishweshwar Hai
विनम्र निवेदन: वेबसाइट को और बेहतर बनाने हेतु अपने कीमती सुझाव नीचे कॉमेंट बॉक्स में लिखें व इस ज्ञानवर्धक ख़जाने को अपनें मित्रों के साथ अवश्य शेयर करें। यदि कोई त्रुटि / सुधार हो तो आप मुझे यहाँ क्लिक करके ई मेल के माध्यम से भी सम्पर्क कर सकते हैं। धन्यवाद।