Shri Khatu Shyam Ji Bhajan Lyrics Tum Itni Rehmat Karna Tera Naam Japta Rahun Tera Saath Chhoote Na Ye Bandhan Toote Na
Chahe Dhoop Main Tapta Rahun Tum Itni Rehmat Karna Tum Itni Kripa Karna Tera Naam Japta Rahun
Jai Shre Shyam Shyam Bol Shyam Shyam Shyam Tera Gungan Karun Main Subah Sham Karun Tere Naam Se Hi Baba Apne Har Kaam Karun Tu Thaam Le Ungli Meri Tere Sang Main Chalta Rahun
Khatu Shyam Ji Bhajan Lyrics in Hindi
Tum Itni Rehmat Karna............
Tu Hai Jo Saath Mere Kisi Aur Ka Kya Karna Teri Ho Chhatra Chhaya Phir Kyun Mujhe Darna Bina Dar Ke Jiyun Main Bas Tumse Darta Rahun Tum Itni Rehmat Karna.............
Charno Ko Daas Banu Maa Baap Ki Sewa Karun
Satya Ki Aur Chalun Tan Man Se Karm Karun Tu Aisa Var De Baba Shubh Kaam Karta Rahun Tum Itni Rehmat Karna...............
Rahul Hai Daas Tera Charno Mein Jagah Dena Kripa Ki Ek Nazar Sab Bhakton Pe Karna Sabko Gale Se Lagake Shree Shyam Kehta Rahun
तेरा साथ छूटे ना | श्याम भजन by Krishan Bhatt | Tera Saath Chhoote Na | Lyrical
इस ब्लॉग पर आप पायेंगे मधुर और सुन्दर भजनों का संग्रह । इस ब्लॉग का उद्देश्य आपको सुन्दर भजनों के बोल उपलब्ध करवाना है। आप इस ब्लॉग पर अपने पसंद के गायक और भजन केटेगरी के भजन खोज सकते हैं....अधिक पढ़ें।