ब्रह्माण्ड की महारानी माता रानी भजन Brahmand Ki Maharani Bhajan
इसके दर पे झुकते हैं,
टाटा बिरला अम्बानी,
ब्रह्माण्ड की महारानी हैं,
ब्रह्माण्ड की महारानी।
शेरोंवाली आई है,
माँ मेहरोंवाली आई है,
मैया के भगतों ने मिलकर,
पावन ज्योति जगाई है,
नवरातों में धरती पर,
आयी है मैया रानी,
ब्रह्माण्ड की महारानी है,
ब्रह्माण्ड की महारानी।
नवरातों का मौका है,
तुमको किसने रोका है,
निकल पड़ा घर से मैया के,
भगतजनों का झोंका है,
झूम रही है मस्ती में,
होकर दुनिया दीवानी,
ब्रह्माण्ड की महारानी है,
ब्रह्माण्ड की महारानी।
जिसने दुनिया बनाई है,
हम उस मैया के बच्चे हैं,
हम भक्ति में पागल हैं,
और हम पागल ही अच्छे हैं,
आन बान है शान है,
हम भगतों की है ठकुरानी,
ब्रह्माण्ड की महारानी है,
ब्रह्माण्ड की महारानी।
दुनिया में जो असम्भव है,
इसके दर पे सम्भव है,
गुणों की खान के गुण गाना,
इस जीवन में असम्भव है,
ज्ञान है जितना उतनी महिमा,
मोहित साईं ने बखानी,
ब्रह्माण्ड की महारानी है,
ब्रह्माण्ड की महारानी।
धमाकेदार भजन । ब्रह्माण्ड की महारानी । Brahmand Ki Maharani । Mohit Sai Ji (Ayodhya)
ऐसे ही अन्य भजनों के लिए आप होम पेज / गायक कलाकार के अनुसार भजनों को ढूंढें.
पसंदीदा गायकों के भजन खोजने के लिए यहाँ क्लिक करें।
Iske Dar Pe Jhukte Hain,
Tata Birla Ambani,
Brahmand Ki Maharani Hai,
Brahmand Ki Maharani.
Sheronwali Aayi Hai,
Maa Mehronwali Aayi Hai,
Maiya Ke Bhakton Ne Milkar,
Pawan Jyoti Jagayi Hai,
Navraton Mein Dharti Par,
Aayi Hai Maiya Rani,
Brahmand Ki Maharani Hai,
Brahmand Ki Maharani.
Navraton Ka Mauka Hai,
Tumko Kisne Roka Hai,
Nikal Pada Ghar Se Maiya Ke,
Bhakton Ka Jhoka Hai,
Jhoom Rahi Hai Masti Mein,
Hokar Duniya Deewani,
Brahmand Ki Maharani Hai,
Brahmand Ki Maharani.
Jisne Duniya Banayi Hai,
Hum Us Maiya Ke Bachche Hain,
Hum Bhakti Mein Paagal Hain,
Aur Hum Paagal Hi Achhe Hain,
Aan Baan Hai Shaan Hai,
Hum Bhakton Ki Hai Thakurani,
Brahmand Ki Maharani Hai,
Brahmand Ki Maharani.
Duniya Mein Jo Asambhav Hai,
Iske Dar Pe Sambhav Hai,
Guno Ki Khan Ke Gun Gana,
Is Jeevan Mein Asambhav Hai,
Gyaan Hai Jitna Utni Mahima,
Mohit Sai Ne Bakhaani,
Brahmand Ki Maharani Hai,
Brahmand Ki Maharani.
Tata Birla Ambani,
Brahmand Ki Maharani Hai,
Brahmand Ki Maharani.
Sheronwali Aayi Hai,
Maa Mehronwali Aayi Hai,
Maiya Ke Bhakton Ne Milkar,
Pawan Jyoti Jagayi Hai,
Navraton Mein Dharti Par,
Aayi Hai Maiya Rani,
Brahmand Ki Maharani Hai,
Brahmand Ki Maharani.
Navraton Ka Mauka Hai,
Tumko Kisne Roka Hai,
Nikal Pada Ghar Se Maiya Ke,
Bhakton Ka Jhoka Hai,
Jhoom Rahi Hai Masti Mein,
Hokar Duniya Deewani,
Brahmand Ki Maharani Hai,
Brahmand Ki Maharani.
Jisne Duniya Banayi Hai,
Hum Us Maiya Ke Bachche Hain,
Hum Bhakti Mein Paagal Hain,
Aur Hum Paagal Hi Achhe Hain,
Aan Baan Hai Shaan Hai,
Hum Bhakton Ki Hai Thakurani,
Brahmand Ki Maharani Hai,
Brahmand Ki Maharani.
Duniya Mein Jo Asambhav Hai,
Iske Dar Pe Sambhav Hai,
Guno Ki Khan Ke Gun Gana,
Is Jeevan Mein Asambhav Hai,
Gyaan Hai Jitna Utni Mahima,
Mohit Sai Ne Bakhaani,
Brahmand Ki Maharani Hai,
Brahmand Ki Maharani.
Album :- Brahmand Ki Maharani
Singer :- Mohit Sai Ji (Ayodhya)
Lyricist :- Mohit Sai Ji (Ayodhya)
DOP :- Govind Kaushal
Music :- MS Music (Aman)
Recording Studio :- Mayur Multi Track (Lko)
Singer :- Mohit Sai Ji (Ayodhya)
Lyricist :- Mohit Sai Ji (Ayodhya)
DOP :- Govind Kaushal
Music :- MS Music (Aman)
Recording Studio :- Mayur Multi Track (Lko)
आपको ये पोस्ट पसंद आ सकती हैं
- शेरावाली के भवन में छम छम नाचे लांगुरिया Sherawali Ke Bhawan Me
- जरा ताली बजा लेना Jara Tali Baja Lena Mara Rani Ke Bhajan
- कब से तेरी राह निहारें बैठा मैया दास तेरा Kab Se Teri Rah Nihare
- महाकाली चालीसा Mahakali Chalisa Benefits/Fayde
- विंधेश्वरी चालीसा महत्त्व लाभ विधि Vindhyeshwari Chalisa
- ओढ़ के चुनरिया लाल मैं नाचू तेरे अंगना में Odh Ke Chunariya Laal
- बोलो जय मैया सिंह वाहिनी Bolo Jay Maiya Singh Vahini
- शेरावाली के नशीले नैना भक्तों से लड़े Sherawali Ke Nashile Naina
- छोड़ के ना जा मैया तू हमके Chhod Ke Na Ja Maiya
- पार्वती चालीसा फायदे लाभ विधि Parvati Chalisa Benefits Hindi
- मैं सुहागन रहुँ उम्र भर के लिए Main Suhagan Rahu Umar
- सुन्दर भवन बणाके मात मेरी बैठी आसान लाके Sundar Bhawan Banake