देखा अपने आप को, मेरा दिल दीवाना हो गया ना छेड़ो यारों मुझे, मैं खुद मस्ती में आ गया लाखों सूरज चन्द्रमा कुर्बान हैं मेरे हुस्न पर अद्भुत छवि को देख के, कहने से मैं शर्मा गया देखा अपने आप को.. अब खुदी से बाहिर हैं हम, इश्क़ कफ़नी पहन कर सब रंग में चोला रंगा, दीदार अपना हो गया देखा अपने आप को…
अब दीखता कोई नहीं दुनिया में ही मेरे सिवा दूरी का पर्दा हटा, सारा भरम विना गया देखा अपने आप को… अचल राम अब ख़ुद ब ख़ुद, है महबूब मुझ से ना जुदा निज नूर में भरपूर हो, अपने में आप समा गया देखा अपने आप को…
Dekha apne aap ko, mera dil deewaana ho gaya Na chhedo yaaron mujhe, main khud masti mein aa gaya Laakhon sooraj chandrama kurbaan hain mere husn par Adbhut chhavi ko dekh ke, kehne se main sharma gaya
Sufi Folk Songs Lyrics in Hindi
Dekha apne aap ko… Ab khudi se baahir hain hum, ishq kafni pehen kar Sab rang mein chola ranga, deedaar apna ho gaya Dekha apne aap ko… Ab deekhta koi nahin duniya mein hi mere siva Doori ka parda hata, saara bharam vina gaya Dekha apne aap ko… Achal Ram ab khud ba khud, hai mehboob mujh se na juda Nij noor mein bharpoor ho, apne mein aap sama gaya Dekha apne aap ko…
'Dekha Apne Aap Ko' by Mukhtiyar Ali
dekha apane aap ko, mera dil deevaana ho gaya na chhedo yaaron mujhe, main khud mastee mein aa gaya laakhon sooraj chandrama kurbaan hain mere husn par adbhut chhavi ko dekh ke, kahane se main sharma gaya dekha apane aap ko.. ab khudee se baahir hain ham, ishq kafanee pahan kar sab rang mein chola ranga, deedaar apana ho gaya dekha apane aap ko… ab deekhata koee nahin duniya mein hee mere siva dooree ka parda hata, saara bharam vina gaya dekha apane aap ko… achal raam ab khud ba khud, hai mahaboob mujh se na juda nij noor mein bharapoor ho, apane mein aap sama gaya dekha apane aap ko…