तीन बाण के धारी श्याम खाटू कहलाते आज वही भजन लिरिक्स
तीन बाण के धारी श्याम खाटू कहलाते आज वही Teen Baan Ke Dhari Shyam Bhajan
कुरुक्षेत्र की भूमि नाम बर्बरीक,
क्यों सबको याद नहीं,
काट शीश धरा कृष्ण चरण करी,
उफ्फ तलक भी आवाज नहीं,
श्याम नाम संग पहुंचे लेके,
कलियुग में सहारे हारे के,
तीन बाण के धारी श्याम,
खाटू कहलाते आज वही।
आओ शुरू करे कहानी उस काल की,
छिड़ी थी लड़ाई जब भाई और भाई की,
एक तरफ धर्म दूसरी तरफ अधर्म,
एक तरफ भीम पौत्र कसम जिसने खाई थी,
दादी हिडिंबा को दिया था वचन,
बनूं हारे का सहारा माता देना आशीर्वाद,
लेके निकल पड़े युद्ध भूमि ओर,
थाम तरकश को भुजा में,
तीन बाण लेके साथ,
बीच राह में बन साधु पहुंचे माधव,
जिन्हें भली भांति था योद्धा के,
वचन का एहसास,
बोले वत्स इतनी शीघ्रता में क्यों हो,
कहां जाते हो कहो,
क्या है प्रयोजन इतना खास,
देख साधु बर्बरीक बोले ब्राह्मण देव,
पथ मेरा दो छोड़ नहीं करनी है विलम्ब,
हूं मैं अग्रसर एक युद्ध की ओर बनना,
हारे का सहारा तीन बाणों की सौगंध,
ब्राह्मण वेश में मुस्काए माधव बोले,
तीन बाणों से हे वीर,
युद्ध कैसे जीत पाओगे,
बर्बरीक बोले आम ना ये बाण,
लक्ष्य भेदने के बाद,
मेरे तरकश में ही पाओगे।
बोले भेष ब्राह्मण का बनाए,
कृष्ण मुझको विश्वास नहीं,
ऐसे बाण भी होते हैं क्या,
दिखलाओ मुझको साक्षात कहीं,
देख वृक्ष चुन सूखे पत्ते बना,
लक्ष्य छोड़ दो बाण कहीं,
किंचित ना छूटे भेदन से,
एक भी पत्ता सुखा रहे याद यही।
चढ़ा प्रत्यंजा पे छोड़ दिया तीर,
एक एक करके सारे सूखे पत्ते दिए चीर,
इसी बीच पत्ता एक नीचे पांव के दबा दिया,
माधव ने जो नीचे गया था गिर,
बाद भेदने के सूखे पत्ते वृक्ष के पांव के ऊपर,
आके ब्राह्मण के रुका वो तीर,
बोले बर्बरीक पांव को हटा लो,
पांव नीचे भी है लक्ष्य,
भेद के ही रुके तीर,
देख खेल असल भेष में प्रकट देख,
कृष्ण को समक्ष गिरा चरणों में था वीर,
बोले माधव मुझको देखना था कौशल,
तेरी लेनी थी परीक्षा हे वीरों में परमवीर,
किंतु बर्बरीक बाध्य तुम वचन के,
गर जो उतरोगे तुम युद्ध में करोगे सर्वनाश,
बोले बर्बरीक कैसे रोकूं खुद को,
कैसे मोक्ष को मैं पाऊं हूं तो आपका ही दास।
बाल्यकाल से ही दादी से सुना था,
श्री कृष्ण के हाथों से मोक्ष हो जाता है प्राप्त,
करूं शीशदान चरणों में प्रभु,
मगर है इच्छा,
चाहता देखना होता युद्ध समाप्त।
कुरुक्षेत्र की भूमि नाम बर्बरीक,
क्यों सबको याद नहीं,
काट शीश धरा कृष्ण चरण करी,
उफ्फ तलक भी आवाज नहीं,
श्याम नाम संग पहुंचे लेके,
कलियुग में सहारे हारे के,
तीन बाण के धारी श्याम,
खाटू कहलाते आज वही।
बर्बरीक की अंतिम इच्छा पूर्ण करते हुए,
श्री कृष्ण जी ने एक पर्वत पर,
उनके शीश को रखा जहां से,
उन्होंने पूरा युद्ध देखा।
युद्ध के अंत के पश्चात जब,
पांडव जीत का श्रेय,
अपने अपने ऊपर लेने लगे,
तब श्री कृष्ण जी ने बर्बरीक से पूछा की,
इस युद्ध में पांडवों की विजय किसने कराई।
तब बर्बरीक बोले मुझे तो पूरे युद्ध के दौरान,
श्री कृष्ण ही सबका अंत करते दिखाई दे रहे थे,
वहीं असली विजय का कारण है।
बर्बरीक का उत्तर सुनने के पश्चात,
श्री कृष्ण ने उनको वरदान दिया की,
कलियुग में उनको उनके श्याम नाम के,
साथ पूजा जाएगा और,
वे हारे का सहारा कहलाएंगे।
जिस स्थान पर बर्बरीक के शीश को,
रखा गया था,
उस स्थान को चुलकाना धाम के,
नाम से जाना जाता है।
जय श्री खाटू श्याम।
Barbarika Se Khatushyam- Shlovij ft. Ekansh Mamgai (The Whole Story) | Prod. X Zeus |Hindi Rap 2024
ऐसे ही अन्य भजनों के लिए आप होम पेज / गायक कलाकार के अनुसार भजनों को ढूंढें.
पसंदीदा गायकों के भजन खोजने के लिए यहाँ क्लिक करें।
Written & Composed By- Shlovij
Performed by- Shlovij & Ekansh Mamgai
Performed by- Shlovij & Ekansh Mamgai
Lyrics
Kurukshetra Ki Bhoomi Naam Barbarik,
Kyon Sabko Yaad Nahin,
Kaat Sheesh Dhara Krishna Charan Kari,
Uff Talak Bhi Aawaaz Nahin,
Shyam Naam Sang Pahunchhe Le Ke,
Kaliyug Mein Sahare Haare Ke,
Teen Baan Ke Dhaari Shyam,
Khaatu Kehlaate Aaj Wahi.
Aao Shuru Kare Kahaani Us Kaal Ki,
Chhidi Thi Ladai Jab Bhai Aur Bhai Ki,
Ek Taraf Dharma Doosri Taraf Adharma,
Ek Taraf Bheem Pautra Kasam Jisne Khayi Thi,
Dadi Hidimba Ko Diya Tha Vachan,
Banu Haare Ka Sahara Mata Dena Aashirvaad,
Le Ke Nikl Pade Yuddh Bhoomi Aur,
Tham Taraksh Ko Bhuja Mein,
Teen Baan Le Ke Saath,
Beech Raah Mein Ban Sadhu Pahunchhe Madhav,
Jinhein Bhali Bhanti Tha Yoddha Ke,
Vachan Ka Ehsaas,
Bole Vats Itni Sheeghrata Mein Kyon Ho,
Kahan Jaate Ho Kaho,
Kya Hai Prayojan Itna Khaas,
Deekh Sadhu Barbarik Bole Brahman Dev,
Path Mera Do Chhod Nahin Karni Hai Vilamb,
Hoon Main Agrasar Ek Yuddh Ki Aur Banna,
Haare Ka Sahara Teen Baanon Ki Saugandh,
Brahman Vesh Mein Muskaaye Madhav Bole,
Teen Baanon Se He Veer,
Yuddh Kaise Jeet Paaoge,
Barbarik Bole Aam Na Ye Baan,
Lakshya Bhedne Ke Baad,
Mere Taraksh Mein Hi Paaoge.
Bole Bhes Brahman Ka Banaaye,
Krishna Mujhko Vishwas Nahin,
Aise Baan Bhi Hote Hain Kya,
Dikhlaao Mujhko Saakshaat Kahin,
Deekh Vriksh Chun Sukhe Patte Bana,
Lakshya Chhod Do Baan Kahin,
Kinchit Na Chhoote Bhedan Se,
Ek Bhi Patta Sukha Rahe Yaad Yahin.
Chadha Pratyangja Pe Chhod Diya Teer,
Ek Ek Karke Saare Sukhe Patte Diye Cheer,
Isi Beech Patta Ek Neeche Paav Ke Daba Diya,
Madhav Ne Jo Neeche Gaya Tha Gir,
Baad Bhedne Ke Sukhe Patte Vriksh Ke Paav Ke Upar,
Aake Brahman Ke Ruka Woh Teer,
Bole Barbarik Paav Ko Hata Lo,
Paav Neeche Bhi Hai Lakshya,
Bhed Ke Hi Ruke Teer,
Deekh Khel Asal Bhes Mein Prakat Deekh,
Krishna Ko Samaksh Gira Charanon Mein Tha Veer,
Bole Madhav Mujhko Dekhna Tha Kaushal,
Teri Leni Thi Pareeksha He Veeron Mein Paramveer,
Kintu Barbarik Badhya Tum Vachan Ke,
Ghar Jo Utaroge Tum Yuddh Mein Karoge Sarvnaash,
Bole Barbarik Kaise Rokoon Khud Ko,
Kaise Moksh Ko Main Paaun Hoon Toh Aapka Hi Daas.
Balyakaal Se Hi Dadi Se Suna Tha,
Shri Krishna Ke Haathon Se Moksh Ho Jaata Hai Praapt,
Karoon Sheeshdaan Charanon Mein Prabhu,
Magar Hai Ichha,
Chahta Dekhna Hota Yuddh Samaapt.
Kurukshetra Ki Bhoomi Naam Barbarik,
Kyon Sabko Yaad Nahin,
Kaat Sheesh Dhara Krishna Charan Kari,
Uff Talak Bhi Aawaaz Nahin,
Shyam Naam Sang Pahunchhe Le Ke,
Kaliyug Mein Sahare Haare Ke,
Teen Baan Ke Dhaari Shyam,
Khaatu Kehlaate Aaj Wahi.
Barbarik Ki Antim Ichha Poorn Karte Hue,
Shri Krishna Ji Ne Ek Parvat Par,
Unke Sheesh Ko Rakha Jahan Se,
Unhone Poora Yuddh Dekha.
Yuddh Ke Ant Ke Pashchaat Jab,
Pandav Jeet Ka Shrey,
Apne Apne Upar Lene Lage,
Tab Shri Krishna Ji Ne Barbarik Se Poochha Ki,
Is Yuddh Mein Pandavon Ki Vijay Kisne Karai.
Tab Barbarik Bole Mujhko Toh Poore Yuddh Ke Dauran,
Shri Krishna Hi Sabka Ant Karte Dikhai De Rahe The,
Wahin Asli Vijay Ka Kaaran Hai.
Barbarik Ka Uttar Sunne Ke Pashchaat,
Shri Krishna Ne Unko Vardaan Diya Ki,
Kaliyug Mein Unko Unke Shyam Naam Ke,
Saath Pooja Jaayegi Aur,
Ve Haare Ka Sahara Kehlaayenge.
Jis Sthaan Par Barbarik Ke Sheesh Ko,
Rakha Gaya Tha,
Us Sthaan Ko Chulkana Dhaam Ke,
Naam Se Jaana Jaata Hai.
Jay Shri Khaatu Shyam.
Kyon Sabko Yaad Nahin,
Kaat Sheesh Dhara Krishna Charan Kari,
Uff Talak Bhi Aawaaz Nahin,
Shyam Naam Sang Pahunchhe Le Ke,
Kaliyug Mein Sahare Haare Ke,
Teen Baan Ke Dhaari Shyam,
Khaatu Kehlaate Aaj Wahi.
Aao Shuru Kare Kahaani Us Kaal Ki,
Chhidi Thi Ladai Jab Bhai Aur Bhai Ki,
Ek Taraf Dharma Doosri Taraf Adharma,
Ek Taraf Bheem Pautra Kasam Jisne Khayi Thi,
Dadi Hidimba Ko Diya Tha Vachan,
Banu Haare Ka Sahara Mata Dena Aashirvaad,
Le Ke Nikl Pade Yuddh Bhoomi Aur,
Tham Taraksh Ko Bhuja Mein,
Teen Baan Le Ke Saath,
Beech Raah Mein Ban Sadhu Pahunchhe Madhav,
Jinhein Bhali Bhanti Tha Yoddha Ke,
Vachan Ka Ehsaas,
Bole Vats Itni Sheeghrata Mein Kyon Ho,
Kahan Jaate Ho Kaho,
Kya Hai Prayojan Itna Khaas,
Deekh Sadhu Barbarik Bole Brahman Dev,
Path Mera Do Chhod Nahin Karni Hai Vilamb,
Hoon Main Agrasar Ek Yuddh Ki Aur Banna,
Haare Ka Sahara Teen Baanon Ki Saugandh,
Brahman Vesh Mein Muskaaye Madhav Bole,
Teen Baanon Se He Veer,
Yuddh Kaise Jeet Paaoge,
Barbarik Bole Aam Na Ye Baan,
Lakshya Bhedne Ke Baad,
Mere Taraksh Mein Hi Paaoge.
Bole Bhes Brahman Ka Banaaye,
Krishna Mujhko Vishwas Nahin,
Aise Baan Bhi Hote Hain Kya,
Dikhlaao Mujhko Saakshaat Kahin,
Deekh Vriksh Chun Sukhe Patte Bana,
Lakshya Chhod Do Baan Kahin,
Kinchit Na Chhoote Bhedan Se,
Ek Bhi Patta Sukha Rahe Yaad Yahin.
Chadha Pratyangja Pe Chhod Diya Teer,
Ek Ek Karke Saare Sukhe Patte Diye Cheer,
Isi Beech Patta Ek Neeche Paav Ke Daba Diya,
Madhav Ne Jo Neeche Gaya Tha Gir,
Baad Bhedne Ke Sukhe Patte Vriksh Ke Paav Ke Upar,
Aake Brahman Ke Ruka Woh Teer,
Bole Barbarik Paav Ko Hata Lo,
Paav Neeche Bhi Hai Lakshya,
Bhed Ke Hi Ruke Teer,
Deekh Khel Asal Bhes Mein Prakat Deekh,
Krishna Ko Samaksh Gira Charanon Mein Tha Veer,
Bole Madhav Mujhko Dekhna Tha Kaushal,
Teri Leni Thi Pareeksha He Veeron Mein Paramveer,
Kintu Barbarik Badhya Tum Vachan Ke,
Ghar Jo Utaroge Tum Yuddh Mein Karoge Sarvnaash,
Bole Barbarik Kaise Rokoon Khud Ko,
Kaise Moksh Ko Main Paaun Hoon Toh Aapka Hi Daas.
Balyakaal Se Hi Dadi Se Suna Tha,
Shri Krishna Ke Haathon Se Moksh Ho Jaata Hai Praapt,
Karoon Sheeshdaan Charanon Mein Prabhu,
Magar Hai Ichha,
Chahta Dekhna Hota Yuddh Samaapt.
Kurukshetra Ki Bhoomi Naam Barbarik,
Kyon Sabko Yaad Nahin,
Kaat Sheesh Dhara Krishna Charan Kari,
Uff Talak Bhi Aawaaz Nahin,
Shyam Naam Sang Pahunchhe Le Ke,
Kaliyug Mein Sahare Haare Ke,
Teen Baan Ke Dhaari Shyam,
Khaatu Kehlaate Aaj Wahi.
Barbarik Ki Antim Ichha Poorn Karte Hue,
Shri Krishna Ji Ne Ek Parvat Par,
Unke Sheesh Ko Rakha Jahan Se,
Unhone Poora Yuddh Dekha.
Yuddh Ke Ant Ke Pashchaat Jab,
Pandav Jeet Ka Shrey,
Apne Apne Upar Lene Lage,
Tab Shri Krishna Ji Ne Barbarik Se Poochha Ki,
Is Yuddh Mein Pandavon Ki Vijay Kisne Karai.
Tab Barbarik Bole Mujhko Toh Poore Yuddh Ke Dauran,
Shri Krishna Hi Sabka Ant Karte Dikhai De Rahe The,
Wahin Asli Vijay Ka Kaaran Hai.
Barbarik Ka Uttar Sunne Ke Pashchaat,
Shri Krishna Ne Unko Vardaan Diya Ki,
Kaliyug Mein Unko Unke Shyam Naam Ke,
Saath Pooja Jaayegi Aur,
Ve Haare Ka Sahara Kehlaayenge.
Jis Sthaan Par Barbarik Ke Sheesh Ko,
Rakha Gaya Tha,
Us Sthaan Ko Chulkana Dhaam Ke,
Naam Se Jaana Jaata Hai.
Jay Shri Khaatu Shyam.
- तेरे दर्शन बिन हे श्याम हम जी नहीं पाएंगे Tere Darshan Bin Hey Shyam
- खाटू वाले की शरण Khatu Wale Ki Sharan
- मेरा मन पंछी है ये बोले ऊँड़ वृन्दावन जाऊँ Mera Man Panchi Ye Bole
- जब से देखा बांके बिहारी तुम्हें Jab Se Dekha Banke Bihari
- तेरे नाम का सुमिरन कर के Tere Nam Ka Sumiran
- मेरा मन पंछी है ये बोले ऊँड़ वृन्दावन जाऊँ Mera Man Panchi Ye Bole
Author - Saroj Jangir
मेरे ब्लॉग में आपका स्वागत है, आप यहाँ पर पंजाबी भाषा के शब्द और उनके अर्थ के विषय में जान पायेंगे. इसके अतिरिक्त आप, पंजाबी डिक्शनरी, पंजाबी फोक सोंग, पंजाबी शब्द वाणी, और पंजाबी भजन का अर्थ भी खोज सकते हैं....अधिक पढ़ें। |